Lyrics Alert

Showing posts with label Sonam Kapoor. Show all posts
Showing posts with label Sonam Kapoor. Show all posts

Sunday, October 18, 2015

October 18, 2015

Bachpan Kahan Lyrics - Prem Ratan Dhan Payo | Himesh Reshammiya

Bachpan Kahan Lyrics from Prem Ratan Dhan Payo: This song is sung and composed by Himesh Reshammiya with Lyrics penned by Irshad Kamil



Singer/Composer: Himesh Reshammiya
Lyrics: Irshad Kamil
Music on: T-Series








Bachpan Kahan Lyrics

Sapno ka wo aangan kahaan
Darpan bata bachpan kahaan

Sapno ka wo aangan kahan
Darpan bata bachpan kahaan
Seedha Saral tha jeevan jahan
Darpan bata bachpan kahan

Sapno ka wo aangan kahaan
Darpan bata bachpan kahaan(x2)

Bhai se yaari
Behno se masti
Udti patang jaise tha mann

Jitne the rishte
Saare the mann ke
Unme na uljhan
Na thi jalan

Hoti na thi anban jahan
Darpan bata bachpan khan
Seedha Saral tha jeevan jahan
Darpan bata bachpan kahan

Sapno ka woh aangan kahan
Darpan bata bachpan khan(x2)

Khaake chinta, sone ki fikrein
Hoti bhi thi toh hoti thi kamm
Khushiyaan judi thi khilone se apni
Khabar hi na thi kya hota hai gham

Paavan tha sab bandhan jahaan
Darpan bata bachpan kahan
Seedha Saral tha jeevan jahan
Darpan bata bachpan kahaan

Sapno ka wo aangan kahan
Darpan bata bachpan kahaan
Darpan bata bachpan kahaan

October 18, 2015

JALTE DIYE LYRICS - Prem Ratan Dhan Payo

Jalte Diye Lyrics from Prem Ratan Dhan Payo: A song sung by Vineet Singh and Anwesshaa Music composed by Himesh Reshammiya while lyrics is penned by Irshad Kamil featuring Sonam Kapoor and Salman Khan


Singers: Vineet Singh, Anwesshaa
Additional vocals: Harshdeep kaur, Shabad Sabri, Chorus
Music: Himesh Reshammiya
Music on: T-Series






Jalte Diye Lyrics

Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti
To kya baat hoti

Sunte hain jab pyaar ho toh
Diye jal uthte hain
Tan mein, maan mein, aur nayan mein
Diye jal uthte hain

Aaja piya aaja
Aaja piya aaja ho...
Naa ja piya aaja
Tere hi tere hi liye, jalte diye
Bitani tere saaye mein, Saaye mein
Zindagi bitani tere saaye mein, saaye mein

Kabhi Kabhi..
Kabhi kabhi aise diyon se
Lag bhi jaati aag bhi

Aa...
Dhule dhule se aanchalon pe
Lag hain jaate raag bhi
Hain viraano mein badalate
Dekhe maan ke baag bhi

Sapno mein shringar ho to
Diye jal uthte hain
Khwahishon ke aur sharm ke
Diye jal uthte hain

Aaja piya aaja tere hi,
tere ji liye jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein

Mera nahin..
Mera nahi hai woh diya jo
Jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun ye ujaale
Aaye hain inko rokiye

Yoon begaani roshni mein
Kab talak koi jiye

Saanson mein jhankar ho to
Diye jalte uthte hain
Jhanjharon mein kangano mein
Diye jal uthte hain

Aaja piya hmmm...
Jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindagi bitani tere saaye mein, saaye mein

(Saaye mein tere..bitani Zindagi..)

Saaye mein saaye tere...

Saaye mein.. bitani Zindagani

October 18, 2015

JAB TUM CHAHO LYRICS - Prem Ratan Dhan Payo

Jab Tum Chaho Lyrics from Prem Ratan Dhan Payo: This song is sung by Mohd.Irfan, Darshan Raval and Palak Muchhal Starring Salman Khan and Sonam Kapoor music composed by Himesh Reshammiya. Lyrics is penned by Irshad Kamil




Singer: Mohd. Irfan, Darshan Raval, Palak Muchhal
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Irshad Kamil
Music on: T-Series





Jab Tum Chaho Lyrics

Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho

Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho
Chalti humesha marzi tumhari
Kehte ho phir pyaar karte ho!

Maana maine galtiyan ki
Thodi thodi saktiyan ki
Ishq mein thodi si mastiyan ki

Jab tum chaaho shiqve gile ho
Jab tum chaaho dil ye mile ho
Chalti humesha marzi tumhari
Jaao bade aaye pyaar karte ho

Dil ki baatoein bolte nahin
Raaz apne tum kholte nahin
Apne maan ki tum karte ho sadaa
Mere maan tum tatolte nahin


Sach hain teri ye sab shiqayatein
Tod dunga ye rivayatein
Bhool meri bhool jaana
Mujhko aaya na rijhana
Magar chahta hoon ab manaana

Jab tum chaho has ke bulaao
Jab tum chaho ladte hi jaao
Chalti humesha marzi tumhari
Badi badi baatein, pyaar karte ho!

Seekha hain  pyaar ki baariqiyan sabhi
Ho samay toh sikha dijiye abhi
Kaise kisi ko rijhaate baat-baat mein
Door kaise hoti kisi ki naraazgi

Bhole banke karte ho gustakhiyan
Chhod do ye sab chalaakiyan
Baaton mein behlaao naa yun
Baat ko badhaao na
Manungi na main manaao na yun

Jab tum chaaho shamm saji ho
Jab tum chaaho raat dhali ho

Ab tum chaaho jo bhi sazaa do
Bas thoda hans ke dikha do


Tuesday, January 6, 2015

January 06, 2015

Mere Naina Kafir Ho Gaye Lyrics - Dolly ki Doli



Mere Naina Kafir Ho gaye is sung by Rahat Fateh Ali Khan, Composed by Sajid Wajid while lyrics is penned by Kumaar



Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Kumaar
Composed by: Sajid Wajid
Music on: T-series


Mere Naina Kafir Ho gaye Lyrics


Na Sajde mein dil, na ibaadat mein dil hai
Bas aajkal to bagaawat mein dil hai

Hmm na sajde mein dil, na ibaadat mein dil hai
Bas aajkal to bagaawat mein dil hai
Teri wajah se, teri wajah se
Muh pher baithe hain apne khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galliyon ke musafir ho gaye (x2)

Mujh mein sub kuchh tera
Na hai ab kuchh mera
Hoke juda saare jahaan se
Ik teri or chali meri saansein
Teri wajah se, teri wajah se
Muh pher baithe hain apne khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galliyon ke musafir ho gaye (x2)

Mujh mein kuchh tera
Na hai ab kuchh mera...
Hoke judaa saare jahaan se
Ik teri or chali meri saansein
Teri wajah se, teri wajah se
Muh pher baithe hain apne khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galliyon ke musafir ho gaye

Main jo moondu palkein
Sapne tere dhadkein
Tu hi bata ab tujhe paake
Jaaye kahaan hum tere paas aake
Teri wajah se teri wajah se
Muh pher baithe hain apne khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galiyon ke musafir hogaye (x2)