Lyrics Alert

Showing posts with label Mohit Chauhan. Show all posts
Showing posts with label Mohit Chauhan. Show all posts

Saturday, July 13, 2019

July 13, 2019

ख़ून चला - Khoon Chala (Mohit Chauhan, Rang De Basanti)

Movie/Album: रंग दे बसंती (2006)
Music By: ए.आर.रहमान
Lyrics By: प्रसून जोशी
Performed By: मोहित चौहान

कुछ कर गुज़रने को, ख़ून चला ख़ून चला
आँखों के शीशे में, उतरने को ख़ून चला
बदन से टपक कर, ज़मीं से लिपटकर
गलियों से रस्तों से, उभरकर उमड़कर
नए रंग भरने को, ख़ून चला ख़ून चला

खुली सी चोट लेकर, बड़ी सी टीस लेकर
आहिस्ता, आहिस्ता
सवालों की उंगली, जवाबों की मुट्ठी
संग लेकर, खून चला
कुछ कर गुज़रने को...
खून चला...

Wednesday, June 22, 2016

June 22, 2016

Phir Ud Chala Lyrics | Rock star

Phir Ud Chala Song Lyrics | Rock star 

phir-ud-chala-lyrics-rock-star
Phir Ud Chala Song Lyrics from Rockstar

Song Writer: Irshad Kamil
Singer: Mohit Chauhan
Movie: Rockstar
Music Composer: AR Rahman
Music Label: T-Series
Starring: Ranbir Kapoor,)









Phir se ud chala 
Ud ke chhoda hai jahaan neeche main tumhare ab hoon hawaale
Door door log baag meelo’n door ye waadiyaan

Phir dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chhoone
Par koi badli kabhi kahin kar de tan geela ye bhi na ho…

Kisi manzar par main ruka nahi
Kabhi khud se bhi mein mila nahi
Ye gila tto hai main khafa nahi
Shehar ek se gaa’nv ek se
Log ek se naam ek ooo

ooo o…
Phir se udd chala
Mitti jaise sapne ye kitta bhi palko se jhaado
Phir aa jaate hain
Kitte saare sapne kya kahoon kis tarah se maine
Tode hain chhode… hain kyun
Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun
O o..

Kabhi daal daal kabhi paat paat
Mere saath saath phire dar dar ye
Kabhi sehra kabhi saawan 
Banu raawan jeeyun mar mar ke
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Kabhi din hai raat kabhi din din hai
Kya sacch hai, kya maaya 
hai daata, hai daata

Idhar udhar titar bitar
Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore
Kheenche teri yaadein
Teri yaadein teri ore

Rang-birange vehamon mein 
Main udta phiru
Rang-birange vehamon mein 
Main udta phiru)



Wednesday, December 2, 2015

December 02, 2015

MATARGASTI LYRICS-Tamasha|Mohit chauhan,AR Rahman

Matargasti Lyrics from Tamasha: starring Ranbir Kapoor and Deepika Padukone, the song is sung by Mohit Chauhan,composed by A.R.Rahman while are penned by Irshad Kamil.


Singers:Mohit Chauhan
Music:A.R.Rahman
Lyrics:Irshad Kamil
Directed by:Imtiaz Ali
Movie Release date:November 27,2015
music On:T-Series


Matargasti Lyrics


Na na na na ...


Matargasti khuli sadak mein
Tagdi tadak bhadak mein
Oley gire sulagate se sadak mein
chhatri na thi bagal mein
Aaya hi naa akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein

Toh socha phir
Geela hua hai wo sukhana ho ho..brroom!
Chaahe zanana ya mardana ho ho..

Attention!
Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi

Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi,you know..

(NA na na ..
Tang tang tang taun
Tang tang tang tadun
Ma ma..tang tang..thcu thcu..)

Tu hi hai wo
Jis se khela tha main kho-kho khela kho kho
Tu hai Laila,Shirin,Sohni,Juilet
Sun lo,mujko dhoondo na jungle mele mein
Whatsapp pe hoon ha ha :D...

Na tera na mera zamaana ho ho..
Na ye zanaana,na mardana ho..
Pakad daana!

Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi,you aauw!

Tu hi hai wo
Jisne khenchi meri dhoti,dhoti khenchi
Ab tu dhoonde kahaan bande
Na main Kaaba,kaashi
Main twitter pe hoon
DP meri dekho hoo ooh hoo :D

Sun re sun beliya
Dil ne dhokha diya
Aankhein mili tumse naazani
Mere hosh-o-hawaas kho gaye
Dil ne ro roka
Yeh aankhein hain dil ki zubzzn
Khwaab roz roz dekhe naye
Ho..dil ka bhanwar bole sun sathiya
Chhup na dupatte mein tu oh chhaliya
Prem pujari ke..dil ka bayaan
Hota raha,rota raha priye
Toh phir..

(tang tang tang..)

Matargasti khuli sadak mein
Tagdi tadak bhadak mein
Oley gire sulagate se sadak mein
chhatri na thi bagal mein
Aaya hi naa akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein

Toh socha phir
Geela hua hai wo sukhana ho ho..brroom!
Chaahe zanana ya mardana ho ho..

Attention!
Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi

Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi,you know..