Lyrics Alert

Thursday, June 30, 2016

June 30, 2016

Salman Khan Songs

Salman Khan Songs With Lyrics 

Salman Khan (born 27 December 1965)credited as Salman Khan ( is an Indian film actor, producer and television personality. He has a significant following in Asia and the Indian diaspora worldwide, and is cited in the media as one of the most popular and commercially successful actors of Hindi cinema.there is list of salman Khan song, vides with lyrics ,





Wednesday, June 29, 2016

June 29, 2016

Junooniyat All Songs Lyrics & Videos



junooniyat-all-songs-lyrics-videos


Junooniyat (English: Obsession) is a 2016 romantic Indian Bollywood film written and directed by Vivek Agnihotri. Produced by Bhushan Kumar under his T-Series banner, it features Pulkit Samrat and Yami Gautam in the lead roles
Music is composed by Ankit Tiwari, Meet bros and Jeet Ganguly. Principal photography commenced in November 2014 T.he film was released worldwide on 24 June 2016.

June 29, 2016

Tu Junooniyat Lyric | Junooniyat

Tu Junooniyat Song Lyrics | Junooniyat | 2016

tu-junooniyat-lyric-junooniyat

Tu Junooniyat Lyrics (Climax): The song is sung by Shrey Singhal & Akriti Kakar has music composed by Jeet Gannguli and lyrics penned down by Manoj Muntashir.

Singers: Shrey Singhal & Akriti Kakar
Music: Jeet Gannguli
Lyrics: Manoj Muntashir
Music Label: T-Series)







Mere dil ke ye tukde hain
Nigaahon se chunu yaara
Mohabbat ki kahani hai
Mohabbat se suno yaara

Main aaya hoon tere dar pe
Toh ab jaana nahi hoga
Jiyunga yaa marunga main
Jo hona hai yahin hoga

Kehta hoon main besaakhta
Sun le ye mera Khuda

Tera ishq hai meri saltanat
Tu zidd meri, tu junooniyat
Main hoon diljala, mujhe teri lat
Tu zidd meri, tu junooniyat, wo o..

Kitaabon mein padha tha ye
Khuda ko pyaar hai pyara
Kiya jo pyaar humne toh
Hua dushman jahaan saara

Thukra diya maine ye jahaan
Le aaj tujhko chuna

Tera ishq hai meri saltanat
Tu zidd meri, tu junooniyat
Main hoon diljala, mujhe teri lat
Tu zidd meri, tu junooniyat, wo..

Badi khush rang thi woh shaamein
Bada roshan savera tha
Woh kyun khoya jise chaaha
Woh kyun bichda jo mera tha

Jin aankhon mein main rehta tha
Un aankhon mein hai paani kyun
Nahi badla kahin kuch bhi
Main tera tha, main tera hoon

Udd ke zara tu dekh le
Itni si hai ilteja

Tera ishq hai meri saltanat
Tu zidd meri, tu junooniyat
Main hoon dil jala, mujhe teri lat
Tu zidd meri, tu junooniyat, wo..
)



June 29, 2016

Ishqe Di Lat Lyric | Junooniyat

Ishqe Di Lat Song Lyrics | Junooniyat | 2016

ishqe-di-lat-lyric-junooniyat

Ishqe Di Lat Tadpave Lyrics: A romantic song from Yami Gautam and Pulkit Samrat starrer Junooniyat. The song is sung by Ankit Tiwari & Tulsi Kumar while Ishqe Di Lat lyrics are penned down by Manoj Muntashir.
Singers: Ankit Tiwari, Tulsi Kumar
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Manoj Muntashir
Music Label: T-Series









Betahasha tu.. yaad aata hai
Jaane kya hona hai tere mere darmiyaan
Mujhse hi mujhko.. tu churata hai
Jaane kya hona hai tere mere darmiyaan

Ishqe.. di lat tadpaave
Dil na lage.. jab dil lag jaave (x2)

Kyun chaand se ho jode umeedein
Ik doosre se, aa roshni lein
Kyun hum alag yun lete hain saansein
Ik saans mein hi aa dono jee lein
Aise mile phir naa ho judaa

Ishqe di lat tadpaave
Dil na lage.. jab dil lag jaave (x2)

Beghar thhe saare sapne humare
Aake mila hai tu aashiyan sa
Jaayenge kaise hum door tujhse
Tu saath chalta hai aasmaan sa
Hai pyaar kaisa jaadu bhara

Ishqe di lat tadpaave
Dil na lage, jab dil lag jaave (x2)

Betahasha tu.. yaad aata hai
Jaane kya hona hai tere mere darmiyaan
Mujhse hi mujhko.. tu churata hai
Jaane kya hona hai tere mere darmiyaan

Ishqe di lat tadpaave
Dil na lage jab dil lag jaave (x2)

)




June 29, 2016

Janooniyat Hai Yehi Lyrics |Janooniyat

Junooniyat Hai Yehi Song Lyrics | 2016

janooniyat-hai-yehi-lyrics-janooniyat

Junooniyat Lyrics starring Pulkit Samrat and Yami Gautam. The song “Junooniyat Hai Yehi Lyrics” are sung by Falak Shabir and has music composed by Meet Bros. Anjjan.

Singer: Falak Shabir
Backing Vocals: Thomson Andrews, Keshia Braganza, Gwan Dias, Ryan Dias
Music: Meet Bros. Anjjan
Lyrics: Kumaar
Music Label: T-Series







Palkein jeeye kaise aankhon bina
Mumkin hai ye kya O mere Khuda?
Kyun saans loon yun hi bas bewajah
Riha kar mujhe mere dardon se zara

Dil jo ibaadat kare ishq ki
Toh marke bhi zinda rahe aashiqui

Junooniyat hai yehi (x10)

Tu nahi toh lag rahe hain
Raat jaise din
Aankhon ke mausam hain bheege
Aaj tere bin

Tu juda to ruk gayi hain
Seene mein saansein kahin
Haathon se bichdi lakeerein
Keh rahi hain bas yehi

Dil jo ibaadat kare ishq ki
Toh marr ke bhi zinda rahe aashiqui

Junooniyat hai yehi (x10)

Yaad teri mill rahi hai
Mujhko har ik mod pe
Dil ko dhadkan dheere dheere
Jaa rahi hai chhod ke

Tujhko phir se kar loon haasil
Hai ye khwahish aakhiri
Naa mile toh main Khuda ki
Chhod dunga bandagi

Dil jo ibaadat kare ishq ki
Toh marke bhi zinda rahe aashiqui

Junooniyat hai yehi (x10)
)



Tuesday, June 28, 2016

June 28, 2016

Befikra Lyrics | Meet Bros

Befikra Song Lyrics | Meet Bros



Befikra Lyrics: After Chal Wahan Jaate Hain‘s huge success T-Series is back again with Tiger Shroff. This one is sung by Meet Bros & Aditi Singh Sharma. The lyrics are written by Kumaar. The music video is directed by Sam Bombay and it features Tiger Shroff and Disha Patani.
Singers: Meet Bros. & Aditi Singh Sharma
Music Director: Meet Bros.
Befikra Lyrics by: Kumaar
Music Label: T-Series
Video Directed by: Sam Bombay






Hello… Hello…
I feel the world around me go
Hello… Hello…
It’s tellin me to hold you close
Hello… Hello…
I feel the world around me go
Hello… Hello…
It’s tellin me to hold you close
Hello…

Kaafirana dil,
Isey duniya ka kya hai pata…
Hai fakira dil
Ye Khuda bhi mill jaaye to kya? (x2)

Thodi manmaaniya ho
Thodi nadaaniyan ho
Ho shararatein bhi thodi zara
Thodi beimaaniya ho
Door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Beimaaniya ho door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Thodi beimaaniya ho
Door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

Hello… Hello…
I feel the world around me go
Hello… Hello…
It’s tellin me to hold you close
Hello… Hello…
I feel the world around me go
I feel the world go around me
So Let me say Hello… Hello…

Udne lagaa dil, teri hawa mein
Jeene laga hai, teri adaa mein
Udne lagaa dil, teri hawa mein
Jeene laga hai, teri adaa mein
Ho Ho.. thodi chhedkhaniyan ho
Dil ki meherbaaniyan ho
Karte jaayein hum manmarziyaan

Thodi beimaaniya ho
Door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Thodi beimaaniya ho door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Thodi beimaaniya ho
Door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

I think I’m going insane
I think I’m losing my mind
I need a villain to blame
I need a Hero to fight (x2)

Zara zara kareeb se
Aaja tujhe main jiyun
Khuli khuli hai dhadkane
Dil se tere baandh loon (x2)

Tujhse kahaaniyan ho
Tujhse jawaaniyan ho
Kuch bhi na ho tere bina

Thodi manmaaniya ho
Door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Beimaaniya ho door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…
Keh do zara.. ha ha..

Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Befikra bhi hona zaroori hai
Befikri mein khona zaroori hai
Beimaaniya ho door pareshaniya ho
Jaake duniya se keh do zara…

Hello… Hello…
I feel the world around me go
Hello… Hello…
It’s tellin me to hold you close
Hello… Hello…
I feel the world around me go
I feel the world go around me
So Let me say Hello…!